Archives

Top 10 Hindi paheliyan with answer in hindi

Best Collection of Analytical riddles, hindi paheli, Hindi Paheliyan, Hindi paheliyan for kids, Hindi Paheliyan with answers, Hindi Riddles, Logic riddles, Mathematical riddles, तर्कबुद्धि, हिन्दी पहेलियां, हिन्दी पहेली pahliya paheliyan in hindi with answer hindi paheli with answers for kids tough hindi paheliyan with answer paheliyan in hindi with answer 2015 tricky riddles with answers in hindi riddles in hindi language with answers riddles in hindi for children with answers paheliyan hi paheliyan book

1. Hari Dandi

Lal Kaman

Toba Toba

Kare Insaan

Btao Kya?


Ans. Lal Mirch (Red Pepper)


2. Bikhari nahi par bikh mangata ha

ladaki nahi par pars use karta hai

pujari nahi par ghanti bajata hai

batao kon hai wo?


Ans. Bus Conductor


3. Do Sunder Ladke

Dono ek Rang Ke

Ek Bichad Jaye

To Dusra Kaam Na Aaye


Ans. Juta (Shoes)


4. Aisi kon se chiz hai jise

Aage se to bnaya hai bhagwan ne

Or piche se insaan ne?


Ans. Ball Gaddi


5. Ek Gufa ke Do Rakhwale.

Dono Lambe

Dono Kale

Gusses?


Ans: Muche


6. Ek Chota sa Sipahi

Uski Khich kar Nikkar Lai

Btao Kya?


Ans. Kela (Banana)


7. 8 ko likho 8 baar

Utter aaye 1000

Bata Kaise?


And: 888

88

8

8

8

———–

1000

————


8. Aisi kon si cheej hai

Jo adhik thand

Sardi me bhi pigalti hai ?


Ans. Mombati (Candel)


9. Padhne me Likhne me

Dono Me hi Mai Aata Kaam

Pen Nhi Kagaj Nhi

Btao kya hai Mera Naam ?


Ans. Chasma


10. Seene se Seene mile

Mile ched se ched

Dhachar Dhachar hoke

Nikle safed safed ?


Ans. Aata Chaki